Ask Mufti Tariq Masood | 403th Session - Masail Ka hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:03 ) Bathroom mein wazu ka hukam?
(0:11 ) Taqseem-e-virasat ka masla?
(0:57 ) Namaz mein mard ka aasteen fold karna?
(3:08 ) Roze mein video call par baat karke khwahish poori karne ka hukam?
(3:45 ) Mobile par songs download se earning ka hukam?
(4:16 ) Taraweeh ki 4 rakaat aik salam se parhna?
(4:40 ) Monday/Thursday ke roze mein Ramzan ke roze ki niyyat?
(5:23 ) Billi ko marna jaiz hai?
(6:06 ) Pakistan mein aik roze ka fidya kitna hai?
(6:44 ) Shirakat ke karobar ki zakat?
(7:33 ) Company ke medical insurance se ilaj karana?
(9:03 ) Maghrib ki namaz ka waqt kab tak hota hai?
(9:34 ) 17 saal se pehle ki qaza-e-umri ka tareeqa?
(10:31 ) Zakat ke paison se maid ki madad is niyyat se karna?
(11:47 ) Allah ke baare mein kufria kalimaat bolne ki muafi?
(12:11 ) Roze mein munh se khoon aana?
(12:31 ) University mein doosri jamaat ka hukam?
(14:03 ) Army mein jihad ki niyyat se jaane par walidain rukawat banein to?
(15:35 ) Zakat ada karne ka tareeqa?
(16:05 ) Namaz ki niyyat mein mandir ya button ka khayal aana?
(17:59 ) Chhup kar nikah karna?
(18:55 ) Cricket mein juay ke paise?
(19:21 ) Darhi mundwana?
(19:33 ) Farz namaz ke baad dua karna?
(21:49 ) Job ke dauran Juma masjid mein kaise parhein?
(23:33 ) Company ka lain-dain?
(24:13 ) Korea mein darhi rakhna?
(24:55 ) Khwab mein murde ki baaton ki haqeeqat?
(25:29 ) Zakat paison ke ilawa cheezon se dena?
(26:55 ) Larki mein haya paida karne ka tareeqa?
(28:50 ) Masajid mein iftar ka langar khana?
(30:08 ) Scrap ka business halal hai?
(30:17 ) Kapron ke mozon par masah?
(32:44 ) Zojain aik ghar mein kitne din azdawaji ta’alluq ke baghair reh sakte hain?
(34:22 ) Nikah se pehle larki ke bhai ko behnoi kehna?
(34:44 ) Kitni door tak pani na mile to tayammum kar sakte hain?
(35:07 ) Fajr aur Asr ke baad qaza namaz parhna?
(35:14 ) Fajr ke baad marhumeen ke liye Surah Yaseen parhna?
(35:24 ) Hamein namazon ki qabooliyat ka kaise pata chalega?
(36:10 ) Sunnatain chhor kar qaza-e-umri ada karna?
(36:20 ) Qabristan mein haath utha kar dua mangna?
(36:34 ) Apps par ghair-mulki khatoon se baat karna?
(37:20 ) Peer se jadu karne wale dushman ka khwab mein pata lagwana?
(40:54 ) Gajray pani mein khushbu ke liye daal kar raat 12 baje nikalne par ajeeb khushbu ka hukam?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























